IC 814 : The Kandahar hijack 1999 mai Indian airlines flight 814 ke hijack ke bare mai hai yeh india ke ek thriller drama mini series hai ,iss series ke Anubhav Sinha ne ke dwara directed ke gayi hai aur Adrian levy dwara likhi gayi hai , aur iske producer sarita patil aur Sanjay routray ke dwara matchbox shorts aur benaras media he under aati hai , aur iss series mai jo cast hai voh vijay verma , nassiruddin shah , Pankaj Kapoor , diya mirza aur Arvind swami jaise bhaut se bakhubhi artist hai jo iss series mai yogdaan diya .
Iss series ko devi sharan aur srinjoy Chaudhary kii book flight into fear mai se lekar iss kahani ko likhi gayi hai , iss kahani ko February 2024 mai Netflix app par available karne ke annoucment ke gayi aur iska trailer 19 august 2024 ko release kiya gya tha,
Baat kari jayi iss series kii ratings ke toh NDTV saibal Chatterjee nae 5 mai se 3.5 ke rating de aur kha ke vijay verma dwara iss kahani mai kaafi achaa kaam kiya gya hai aur OTT play ke Shubham Kulkarni nae iss series ko 4/5 ke ratings de aur kha IC 814 : the Kandahar hijack mai kisi ko jabardasti hero nahi bnaya gya hai aur Anubhav Sinha ne isme jeet hassil ke hai , jab unhone haar uss insaan ke izzat ke jinhone khud ko bachane mai kamyaab huye mathrubhumi ke divya raje Bhosle nae series ko 4/5 star diye aur kha 1999 ke Kandahar hijack par based ek entertainment Netflix series hai , IC 814: mai ache actors aur achi script Hai . aur jo historical series dekhne wale fans hai unhe jarur dekhni chiye .
Bollywood Hungama ne iss web series ko 3.5/5 aur kha yeh poori series Indian cinema ke aur bhee achi movies aur series ke sath jud gayi hai kyuni yeh 1999 kae hijack par Prakash dalti hai .
Ache features aur ache writer ke wajah se iss series ko bhaut sare audience milenge .
Reddit dot com ke Sukanya verma nae isko 5 mai se 3.5 star diy aaur kaha ke IC 814: Kandahar hijack ke shuruat yeh phuchne se hoti hai ke hijack saat din takk kyu chla aur akhir mai yeh sochne par khatam hota hai ke ache logo ne kitna sanghrash kiya hoga apne app ko bachane ke . express Indian ke Shubhra gupta nae 3/5 ke ratings de .
Series ki reporters ne bhee kaafi tarif ke jinhone sach mai 1999 ka hijack ko cover krke media par chlaya thaa , news 24 ke executive director nae iss series ko criticixed kra aur kha ke maine anubhav Sinha ke IC 814: series ko badi umedo ke sath lekin unhe aisa laga ke jo hostage thae unko justice nhi mila aur na he desh ko , unhone yeh bhee phucha ke Pakistan isi ka sach pura kyu nahi btaya gya , veer Sanghvi ek experienced journalist hai unhone film makers ko jyada bhola hone ke karan data voh aisa isliye thaa kyunki khuch bate jo asal mai thii unko nahi dikha rhe .
Yeh series yeh dikhane maii nakamyab rahi ke jo hostages thae unka dharm ( religion) badalne ke koshish kari thii IC 814: mai zinda bache ek hostage ipsita menan nae yaad kiya ke hijackers nae hostages ka dharm ( religion ) badalne ke koshish kaise ke , unhone kha ke Netflix series mai doctor (jo ek hostage thae) unke bhashano ( lecture ) ko toh shamiil he nahi gya aur unhone yeh bhee kha ke hostages ke beech mai jo tanav ( daar ) thaa ussey bhee theek se nahi ache tarike se nahi dikhaya gya.
For More Visit – Google